-
vyavasthavivran 15:19Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
-
-
19 tum apne gaay-bailon aur bhed-bakriyon mein se har pehalauthe ko apne parmeshvar yahova ke liye alag thehrana.+ tum apne pehalauthe bail se koi kaam na karvana, na hi bhed-bakriyon ke pehalauthe ka oon kataarna.
-
-
vyavasthavivran 15:21Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
-
-
21 lekin agar tumhara pehalautha jaanvar langda ya andha hai ya usmein kisi aur tarah ka bada dosh hai, to tum use apne parmeshvar yahova ke liye bali mat karna.+
-