2 “israeliyon se kehna, ‘yahova tumhein saal ke alag-alag vakt par jo tyohar manane ke liye kehta hai,+ woh pavitra sabhayen hain. tumhein un tyoharon ka ailan karna hoga.+ tum saal ke alag-alag vakt par mere liye ye tyohar manana:
16 saal mein teen baar sabhi aadmi apne parmeshvar yahova ke saamne haazir hua karein. bin-khameer ki roti ke tyohar,+ katai ke tyohar+ aur chhapparon ke tyohar+ ke liye unhein us jagah haazir hona hai jo parmeshvar chunega. koi bhi aadmi yahova ke saamne khaali haath na aaye.