Watchtower Online Library
Watchtower
ONLINE LIBRARY
Hindi (Roman)
  • Bible
  • Prakashan
  • Sabhayen
  • laivyavyavastha 5:1
    Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
    • 5 jo insan koi apradh hote dekhta hai ya us apradh ke baare mein kuch jaanta hai, woh us apradh ka gavah ban jaata hai. agar woh sareaam kiya jaanevala ailan sunta hai ki us apradh ke baare mein gavahi di jaaye,* magar fir bhi aage aakaar us baare mein nahin batata to yah paap hai.+ use apne paap ka lekha dena hoga.

  • laivyavyavastha 5:17
    Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
    • 17 agar koi aadmi aisa kaam karta hai jise na karne ki aagya yahova ne di hai, to chahe usne yah paap anjane mein kiya ho, fir bhi woh paap ka doshi hoga aur use iska lekha dena hoga.+

Hindi Roman Publications (2004-2021)
Log-Out
Log-In
  • Hindi (Roman)
  • doosron ko bhejein
  • pasandeeda settings
  • Copyright © 2025 Watch Tower Bible and Tract Society of Pennsylvania
  • istemal ki shartein
  • gopneeyta ki neeti
  • Privacy Settings
  • JW.ORG
  • Log-In
doosron ko bhejein