-
laivyavyavastha 10:9Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
-
-
9 “tu aur tere bete kabhi-bhi daakh-madira ya kisi aur tarah ki sharab peekar bheint ke tamboo mein na aayen,+ varna tum maar daale jaaoge. yah niyam peedhi-dar-peedhi sada ke liye tum par laagoo rahega.
-
-
aamos 2:11, 12Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
-
-
11 mainne tumhare kuch beton ko bhavishyavakta
aur kuch javanon ko naazeer thehraya tha.+
hey israel ke logo, kya mainne aisa nahin kiya tha?’ yahova ka yah ailan hai.
-