2 agar koi aadmi yahova ke liye ek mannat maanta hai+ ya shapath khaakaar+ kisi cheez ka tyag karne ki mannat maanta hai aur is tarah khud par bandish lagata hai, to use apne vachan se nahin mukarna chahiye.+ usne jo bhi mannat maani hai use poora karna hoga.+
4 jab-jab tu parmeshvar se mannat maane, use poora karne mein der na karna+ kyonki woh moorkh se khush nahin hota, jo apni mannat poori nahin karta.+ tu jo bhi mannat maane use poora karna.+