-
laivyavyavastha 4:22, 23Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
-
-
22 agar koi pradhan+ anjane mein aisa kaam karta hai jise na karne ki aagya uske parmeshvar yahova ne di hai aur is tarah paap ka doshi banta hai, 23 ya agar use pata chalta hai ki usne parmeshvar ki aagya ke khilaf koi paap kiya hai, to use paap-bali ke liye bakri ka aisa bachcha laana hoga jo nar ho aur jismein koi dosh na ho.
-