11 tab moosa ne apne parmeshvar yahova se fariyad ki,+ “hey yahova, tu kyon apne logon par itna bhadak raha hai? tu kitne bade-bade ajoobe karke apne shaktishali haath se unhein misra se nikaalkar laaya hai. ab tu kyon unhein mita dena chahta hai?+
16 isliye tum ek-doosre ke saamne khulkar apne paap maan lo+ aur ek-doosre ke liye prarthna karo taaki tum achhe ho jaao. ek nek insan ki minnaton ka zabardast asar hota hai.+