16 tum kisi ke baare mein jhoothi baatein failakar use apne logon ke beech badnam na karna.+ tum apne sangi-saathi ki jaan* ke dushman na banna.*+ main yahova hoon.
3 fir raja ne poochha, “tere maalik ka beta* kahaan hai?”+ seeba ne kaha, “woh yarooshalem mein hi hai. usne kaha, ‘aaj israel ka gharana mere pita ka raaj mujhe lauta dega.’”+