Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad utpatti ka saaransh utpatti saaransh 1 aakash aur prithvi ki srishti (1, 2) chche din mein prithvi taiyar (3-31) pehala din: ujala; din-raat (3-5) doosra din: khuli jagah (6-8) teesra din: zameen; ped-paudhe (9-13) chautha din: aasman mein jyotiyaan (14-19) paanchvaan din: machhliyaan aur pakshi (20-23) chhatha din: jaanvar aur insan (24-31) 2 parmeshvar saatvein din vishram karta hai (1-3) yahova ne aakash aur prithvi banayi (4) adan ke baag mein aadmi aur aurat (5-25) aadmi mitti se racha gaya (7) gyaan ke ped se khaane ki manahi (15-17) aurat ki srishti (18-25) 3 insan ke paap ki shurooat (1-13) pehala jhooth (4, 5) yahova baagiyon ko saza sunata hai (14-24) aurat ke vansh ke baare mein bhavishyavani (15) adan se nikaala gaya (23, 24) 4 kain aur haabil (1-16) kain ke vanshaj (17-24) shet aur uska beta enosh (25, 26) 5 aadam se nooh tak ki vanshavli (1-32) aadam ke bete-betiyaan huye (4) hanok parmeshvar ke saath chala (21-24) 6 swargdooton ne aurton se shaadi ki (1-3) nafileem paida huye (4) insan ki burai se yahova dukhi (5-8) nooh ko jahaz banane ka kaam mila (9-16) jalpralay ka ailan (17-22) 7 jahaz ke andar jaana (1-10) saari dharti par jalpralay (11-24) 8 jalpralay ka paani ghata (1-14) faakhta baahar bheji gayi (8-12) jahaz se baahar nikaalna (15-19) dharti ke baare mein parmeshvar ka vaada (20-22) 9 sabhi insanon ke liye nirdesh (1-7) khoon ke baare mein kaanoon (4-6) megh-dhanush ka karar (8-17) nooh ke vanshajon ke baare mein bhavishyavaniyaan (18-29) 10 jaatiyon ki soochi (1-32) yepet ke vanshaj (2-5) haam ke vanshaj (6-20) yahova ka virodhi nimrod (8-12) shem ke vanshaj (21-31) 11 baabel ki meenar (1-4) yahova ne bhasha mein gadbadi ki (5-9) shem se abram tak ki vanshavli (10-32) tirah ka parivar (27) abram ne oor chhoda (31) 12 abram haaran se kanaan gaya (1-9) abram se parmeshvar ka vaada (7) abram aur saarai, misra mein (10-20) 13 abram kanaan lauta (1-4) woh aur loot alag huye (5-13) usse dobara vaada kiya gaya (14-18) 14 abram ne loot ko chhudaya (1-16) melkeesedek ne abram ko aasheervad diya (17-24) 15 abram ke saath parmeshvar ka karar (1-21) 400 saal ke zulm ki bhavishyavani (13) abram se dobara vaada kiya gaya (18-21) 16 haajira aur ishmael (1-16) 17 abraham jaatiyon ka pita banega (1-8) abram ko abraham naam diya gaya (5) khatne ka karar (9-14) saarai ko saara naam diya gaya (15-17) bete ishaak ke janm ka vaada (18-27) 18 abraham ke paas 3 swargdoot aaye (1-8) saara se bete ka vaada; woh hansi (9-15) sadom ke liye abraham ki fariyad (16-33) 19 loot ke paas swargdoot aaye (1-11) shehar chhodne ke liye kaha gaya (12-22) sadom aur amora ka naash (23-29) loot ki patni namak ka khambha bani (26) loot aur uski betiyaan (30-38) moab aur ammon ki shurooat (37, 38) 20 saara ko abeemelek se chhudaya gaya (1-18) 21 ishaak ka janm (1-7) ishmael ne uski khilli udayi (8, 9) haajira aur ishmael bhej diye gaye (10-21) abeemelek ke saath abraham ka karar (22-34) 22 ishaak ki bali karne ke liye kaha gaya (1-19) abraham ke vansh ke zariye aasheesh (15-18) ribka ka parivar (20-24) 23 saara ki maut aur uski kabra (1-20) 24 ishaak ke liye patni dhoondhna (1-58) ribka, ishaak se milne gayi (59-67) 25 abraham ki doosri shaadi (1-6) abraham ki maut (7-11) ishmael ke bete (12-18) yakub aur esav ka janm (19-26) esav ne apna adhikar becha (27-34) 26 ishaak aur ribka garar mein (1-11) parmeshvar ne ishaak se vaada pakka kiya (3-5) kuon ko lekar jhagda (12-25) abeemelek ke saath ishaak ka karar (26-33) esav ki do hitti patniyaan (34, 35) 27 yakub ko mila aasheervad (1-29) esav ne pashchatap nahin kiya (30-40) yakub se esav ki dushmani (41-46) 28 yakub ko paddan- araam bheja gaya (1-9) betel mein yakub ka sapna (10-22) parmeshvar ne yakub se vaada pakka kiya (13-15) 29 yakub, raahel se mila (1-14) use raahel se pyar ho gaya (15-20) lia aur raahel se shaadi ki (21-29) lia se chaar bete huye: rooben, shimon, levi aur yahooda (30-35) 30 bilha se daan aur naptali (1-8) jilpa se gaad aur aasher (9-13) lia se issakar aur jabooloon (14-21) raahel se yoosuf (22-24) yakub ke jaanvar badh gaye (25-43) 31 yakub kanaan ke liye nikala (1-18) laaban, yakub ke paas pahuncha (19-35) laaban ke saath yakub ka karar (36-55) 32 swargdoot, yakub se mile (1, 2) esav se milne ki taiyari (3-23) yakub swargdoot se kushti lada (24-32) yakub ko israel naam diya gaya (28) 33 yakub, esav se mila (1-16) yakub shekem gaya (17-20) 34 deena ka balatkar (1-12) yakub ke beton ki chaal (13-31) 35 yakub ne moortiyaan feinkin (1-4) yakub betel lauta (5-15) binyameen ka janm; raahel ki maut (16-20) israel ke 12 bete (21-26) ishaak ki maut (27-29) 36 esav ke vanshaj (1-30) edom ke raja aur shekh (31-43) 37 yoosuf ke sapne (1-11) yoosuf se jalnevale bhaai (12-24) yoosuf ko bech diya gaya (25-36) 38 yahooda aur taamar (1-30) 39 yoosuf, poteefar ke ghar mein (1-6) poteefar ki patni ka virodh kiya (7-20) yoosuf jel mein (21-23) 40 kaidiyon ke sapnon ka matlab (1-19) “sapnon ka matlab sirf parmeshvar samjha sakta hai” (8) firaun ke janmdin ki daavat (20-23) 41 firaun ke sapnon ka matlab (1-36) yoosuf ko uncha uthaya gaya (37-46k) anaj baantne ki zimmedari mili (46kh-57) 42 yoosuf ke bhaai misra gaye (1-4) yoosuf unse mila; unhein parkha (5-25) uske bhaai yakub ke paas laute (26-38) 43 yoosuf ke bhaai dobara misra gaye (1-14) yoosuf unse dobara mila (15-23) unke saath daavat ki (24-34) 44 yoosuf ka chaandi ka pyala (1-17) binyameen ke liye minnat (18-34) 45 yoosuf ne apni pehchan batayi (1-15) uske bhaai yakub ko laane laute (16-28) 46 yakub ka gharana misra mein basa (1-7) misra mein basnevalon ke naam (8-27) yoosuf, yakub se goshen mein mila (28-34) 47 yakub, firaun se mila (1-12) yoosuf ne buddhimani se prashasan chalaya (13-26) israel, goshen mein bas gaya (27-31) 48 yoosuf ke do beton ko aasheervad (1-12) epraim ko zyada aasheervad mila (13-22) 49 yakub ki bhavishyavani (1-28) sheelo, yahooda se niklega (10) apne dafnaye jaane ke baare mein nirdesh (29-32) yakub ki maut (33) 50 yoosuf ne use kanaan mein dafnaya (1-14) yoosuf ne unhein maaf karne ka bharosa dilaya (15-21) uske aakhiri din; uski maut (22-26) apni haddiyon ke baare mein aagya (25)