Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad 1 raja ka saaransh 1 raja saaransh 1 daavid aur abeeshag (1-4) adoniyah ne raajgaddi hathiyane ki koshish ki (5-10) naatan aur batsheba ne kadam uthaya (11-27) sulaiman ka abhishek karne ka aadesh (28-40) adoniyah vedi ke paas bhaaga (41-53) 2 daavid ne sulaiman ko hidaytein di (1-9) daavid ki maut; sulaiman raja bana (10-12) adoniyah ki saazish aur maut (13-25) abiyatar baahar kiya gaya; yoab maar daala gaya (26-35) shimi maar daala gaya (36-46) 3 firaun ki beti se sulaiman ki shaadi (1-3) yahova ne sulaiman ko darshan diya (4-15) sulaiman ne buddhi maangi (7-9) do maaon ka mukadma (16-28) 4 sulaiman ka prashasan (1-19) uske raaj mein khushhali (20-28) angoor ki bel aur anjeer ped tale chain (25) sulaiman ki buddhi aur neetivachan (29-34) 5 raja heeram ne saaman bheja (1-12) sulaiman ne mazdoor kaam par lagaye (13-18) 6 sulaiman ne mandir banaya (1-38) bheetri kamra (19-22) karoob (23-28) nakkashiyaan, faatak, bheetri aangan (29-36) kareeb 7 saal mein mandir taiyar (37, 38) 7 sulaiman ka mahal; doosri imartein (1-12) kushal kaareegar heeram (13-47) tambe ke do khambhe (15-22) dhaatu ka bada haud (23-26) 10 hath-gaadiyaan; tambe ki haudiyaan (27-39) sone ki cheezen banana poora hua (48-51) 8 sandook mandir laaya gaya (1-13) sulaiman ka bhaashaan (14-21) mandir ke samarpan ki prarthna (22-53) usne logon ko aasheervad diya (54-61) balidan aur samarpan ka tyohar (62-66) 9 sulaiman ko doosri baar darshan mila (1-9) usne heeram ko tohfa diya (10-14) sulaiman ka nirman kaam (15-28) 10 sheeba ki raani milne aayi (1-13) sulaiman ki beshumar daulat (14-29) 11 sulaiman ki patniyon ne use behkaya (1-13) sulaiman ke virodhi (14-25) yaarobam ko 10 gotra dene ka vaada (26-40) sulaiman ki maut; rahoobiyam raja bana (41-43) 12 rahoobiyam ka kathor javab (1-15) 10 gotron ki bagavat (16-19) yaarobam israel ka raja bana (20) rahoobiyam se kaha gaya, israel se yuddh na kare (21-24) yaarobam ne bachhde ki upasna karvayi (25-33) 13 betel ki vedi ke khilaf bhavishyavani (1-10) vedi ke do tukde ho gaye (5) parmeshvar ke sevak ne aagya todi (11-34) 14 yaarobam ke khilaf ahiyah ki bhavishyavani (1-20) yahooda ka raja rahoobiyam (21-31) sheeshak ka hamla (25, 26) 15 yahooda ka raja abiyam (1-8) yahooda ka raja aasa (9-24) israel ka raja naadab (25-32) israel ka raja baasha (33, 34) 16 yahova ne baasha ko saza sunayi (1-7) israel ka raja elah (8-14) israel ka raja jimri (15-20) israel ka raja omri (21-28) israel ka raja ahab (29-33) hiel ne yareeho dobara banaya (34) 17 eliyah ne sookhe ki bhavishyavani ki (1) uske liye kauve khaana laaye (2-7) woh saarpat ki vidhva ke paas gaya (8-16) vidhva ke bete ki maut; zinda hua (17-24) 18 eliyah, obadyah aur ahab se mila (1-18) karmel par eliyah ka baal ke bhavishyavaktaon ke saath saamna (19-40) ‘do vicharon mein latke rehna’ (21) saadhe teen saal ka sookha khatm (41-46) 19 eliyah izebel ki vajah se bhaaga (1-8) horeb ke paas yahova eliyah ke saamne prakat hua (9-14) usse kaha gaya, woh hajael, yehoo aur eleesha ka abhishek kare (15-18) eleesha, eliyah ki jagah lega (19-21) 20 ahab se seeriyai logon ka yuddh (1-12) usne unhein haraya (13-34) ahab ke khilaf bhavishyavani (35-43) 21 ahab ne naabot ke baag ka laalach kiya (1-4) izebel ne naabot ko marvaya (5-16) ahab ke khilaf sandesh (17-26) usne khud ko namra kiya (27-29) 22 ahab ke saath yahoshapat ki sandhi (1-12) meekayah ne haar ki bhavishyavani ki (13-28) swargdoot ne ahab ko bevkoof banaya (21, 22) ahab raamot-gilad mein maara gaya (29-40) yahooda par yahoshapat ka raaj (41-50) israel ka raja ahajyah (51-53)