Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad 2 raja ka saaransh 2 raja saaransh 1 ahajyah ki maut ki bhavishyavani (1-18) 2 eliyah aandhi mein utha liya gaya (1-18) uski poshak eleesha ko mili (13, 14) eleesha ne paani peene laayak banaya (19-22) reechhniyon ne ladkon ko maar daala (23-25) 3 israel ka raja yahoram (1-3) moab ki bagavat (4-25) moab ki haar (26, 27) 4 eleesha ne vidhva ka tel badhaya (1-7) shoonemi aurat ki mehman-navazee (8-16) badle mein beta mila; bete ki maut (17-31) eleesha ne use zinda kiya (32-37) shorba khaane laayak banaya (38-41) roti ki ginti badhayi (42-44) 5 eleesha ne naaman ka kodh theek kiya (1-19) gehji ko kodh hua (20-27) 6 eleesha ke chamatkar se kulhadi paani ke oopar (1-7) seeriyai logon se uska saamna (8-23) sevak ki aankhein kholi gayin (16, 17) seeriyai log dimagi taur par andhe (18, 19) gherabandi ke dauran saamriya mein akaal (24-33) 7 eleesha ne akaal ke ant ki bhavishyavani ki (1, 2) seeriyai sena bhaagi; uski chhaavni mein khaana (3-15) eleesha ki bhavishyavani poori hui (16-20) 8 shoonemi aurat ko zameen vaapas mili (1-6) eleesha, ben-hadad aur hajael (7-15) yahooda ka raja yahoram (16-24) yahooda ka raja ahajyah (25-29) 9 yehoo, israel ka raja bana (1-13) yahoram aur ahajyah ki maut (14-29) izebel ki maut; kutte maans khaa gaye (30-37) 10 ahab ka gharana mit gaya (1-17) yahonadab, yehoo ke saath (15-17) baal ke upasak maare gaye (18-27) yehoo ke raaj ka saaransh (28-36) 11 atalyah ne raajgaddi hadpi (1-3) yahoash chupke se raja banaya gaya (4-12) atalyah maari gayi (13-16) yahoyada ne desh mein sudhaar kiya (17-21) 12 yahooda ka raja yahoash (1-3) usne mandir ki marammat ki (4-16) seeriya ka hamla (17, 18) yahoash ka katla (19-21) 13 israel ka raja yahoahaj (1-9) israel ka raja yahoash (10-13) eleesha ne uska josh parkha (14-19) eleesha ki maut; uski haddiyon se ek murda zinda hua (20, 21) uski aakhiri bhavishyavani poori hui (22-25) 14 yahooda ka raja amajyah (1-6) edom aur israel ke saath yuddh (7-14) israel ke yahoash ki maut (15, 16) amajyah ki maut (17-22) israel ka raja yaarobam dviteeya (23-29) 15 yahooda ka raja ajaryah (1-7) israel ke aakhiri raja: jakaryah (8-12), shalloom (13-16), manhem (17-22), pakah-yaah (23-26), pekah (27-31) yahooda ka raja yotam (32-38) 16 yahooda ka raja aahaj (1-6) usne ashshooriyon ko rishvat di (7-9) jhoothe devtaon ki vedi ki nakaal banayi (10-18) aahaj ki maut (19, 20) 17 israel ka raja hoshea (1-4) israel ka ant (5, 6) baagi israel bandhuai mein (7-23) pardesi saamriya ke shehron mein (24-26) unka mila-jula dharm (27-41) 18 yahooda ka raja hijkiyah (1-8) israel ke ant par dobara nazar (9-12) yahooda par sanhereeb ka hamla (13-18) rabshake ne yahova par taana kasa (19-37) 19 hijkiyah ne parmeshvar se madad maangi (1-7) sanhereeb ki dhamki (8-13) hijkiyah ki prarthna (14-19) yashayah ne parmeshvar ka javab bataya (20-34) swargdoot ne 1,85,000 ashshooriyon ko maar daala (35-37) 20 hijkiyah beemar; woh theek hua (1-11) baibilon se aaye doot (12-19) hijkiyah ki maut (20, 21) 21 yahooda ka raja manashshe; khoon ki nadiyaan bahayin (1-18) yarooshalem naash kiya jaayega (12-15) yahooda ka raja aamon (19-26) 22 yahooda ka raja yoshiyah (1, 2) mandir ki marammat ke baare mein nirdesh (3-7) kaanoon ki kitab mili (8-13) hulda ne vipatti ki bhavishyavani ki (14-20) 23 yoshiyah ne desh mein sudhaar kiya (1-20) fasah manaya gaya (21-23) usne aur bhi sudhaar kiya (24-27) yoshiyah ki maut (28-30) yahooda ka raja yahoahaj (31-33) yahooda ka raja yahoyakeem (34-37) 24 yahoyakeem ki bagavat aur maut (1-7) yahooda ka raja yahoyakeen (8, 9) bandhuai mein jaanevala pehala samooh (10-17) yahooda ka raja sidkiyah; uski bagavat (18-20) 25 nabookadnessar ne yarooshalem ko ghera (1-7) yarooshalem aur mandir ka naash; bandhuai mein jaanevala doosra samooh (8-21) gadalyah raajyapal bana (22-24) uska katla; log misra bhaage (25, 26) baibilon mein yahoyakeen ki rihai (27-30)