Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad ginti ka saaransh ginti saaransh 1 sena ke liye naam-likhai (1-46) leviyon ko sena se chhoot (47-51) chhaavni daalne ka kaayda (52-54) 2 teen-teen gotron ke dal (1-34) yahooda ka dal poorab ki taraf (3-9) rooben ka dal dakshin ki taraf (10-16) levi ki chhaavni beech mein (17) epraim ka dal pashchim ki taraf (18-24) daan ka dal uttar ki taraf (25-31) aadmiyon ki kul ginti (32-34) 3 haaroon ke bete (1-4) levi seva ke liye chune gaye (5-39) pehalauthon ko chhudana (40-51) 4 kahatiyon ki seva (1-20) gershoniyon ki seva (21-28) marariyon ki seva (29-33) naam-likhai ka nichod (34-49) 5 ashuddh log chhaavni se baahar (1-4) paap kabool karna aur muavza (5-10) vyabhichar ke shak par paani se parakhna (11-31) 6 naazeer banne ki mannat (1-21) yaajkon ka aasheervad (22-27) 7 pavitra dere ke udghatan par chadhave (1-89) 8 haaroon ne saat deeye jalaye (1-4) levi shuddh kiye gaye; unki seva shuroo (5-22) leviyon ki seva ke liye tay umra (23-26) 9 der se fasah manane ka intazam (1-14) dere ke oopar baadal aur aag (15-23) 10 chaandi ki turhiyaan (1-10) seenai se ravana huye (11-13) padav uthane ka kaayda (14-28) hobab se raasta dikhane ki guzarish (29-34) padav uthate samay moosa ki prarthna (35, 36) 11 shikayaton ki vajah se aag barsi (1-3) log gosht ke liye roye (4-9) moosa ne naakabil mehsoos kiya (10-15) 70 mukhiyaon ko pavitra shakti mili (16-25) eldad aur medad; yahoshoo ko moosa ke liye jalan (26-30) bater bheje gaye; laalach ki saza (31-35) 12 miryam aur haaroon ne virodh kiya (1-3) moosa, sabse deen swabhav ka (3) yahova ne moosa ki pairvi ki (4-8) miryam ko kodh (9-16) 13 12 jaasoos kanaan bheje gaye (1-24) 10 jaasooson ne galat khabar di (25-33) 14 logon ne misra lautna chaha (1-10) yahoshoo aur kaaleb ne achhi khabar di (6-9) yahova bhadka; moosa ne beech-bachav kiya (11-19) saza: 40 saal veerane mein (20-38) israel ko amalekiyon ne haraya (39-45) 15 chadhave ke baare mein kaanoon (1-21) israeliyon aur pardesiyon ke liye ek hi kaanoon (15, 16) anjane mein kiye paapon ke liye chadhave (22-29) jaanboojhkar kiye paapon ki saza (30, 31) sabt ka niyam todnevale ko maar daala gaya (32-36) poshak ke neeche ke ghere mein jhaalar (37-41) 16 korah, daatan aur abeeram ki bagavat (1-19) baagiyon ko saza di gayi (20-50) 17 haaroon ki chhadi mein kaliyaan (1-13) 18 yaajkon aur leviyon ki zimmedariyaan (1-7) yaajkon ko milnevala hissa (8-19) namak ka karar (19) levi dasvaan hissa paayenge aur deinge (20-32) 19 laal gaay; shuddh karnevala paani (1-22) 20 kaadesh mein miryam ki maut (1) moosa ka paap (2-13) edom ne apne yahaan se israel ko nahin jaane diya (14-21) haaroon ki maut (22-29) 21 araad ke raja ki haar (1-3) tambe ka saanp (4-9) israel ne moab ke kinare-kinare safar kiya (10-20) emori raja seehon ki haar (21-30) emori raja og ki haar (31-35) 22 bilam kiraye par bulaya gaya (1-21) bilam ki gadhi boli (22-41) 23 bilam ka pehala sandesh (1-12) bilam ka doosra sandesh (13-30) 24 bilam ka teesra sandesh (1-11) bilam ka chautha sandesh (12-25) 25 moabee aurton ke saath paap (1-5) finehas ne kadam uthaya (6-18) 26 israel ke gotron ki doosri baar ginti (1-65) 27 salofad ki betiyaan (1-11) yahoshoo, moosa ke baad aguva thehraya gaya (12-23) 28 chadhave arpit karne ke tareeke (1-31) roz ke chadhave (1-8) sabt ke chadhave (9, 10) har maheene ke chadhave (11-15) fasah ke chadhave (16-25) katai ke tyohar ke chadhave (26-31) 29 chadhave arpit karne ke tareeke (1-40) turhi foonkne ke din ke chadhave (1-6) prayashchit ke din ke chadhave (7-11) chhapparon ke tyohar ke chadhave (12-38) 30 aadmiyon ki mannatein (1, 2) aurton aur betiyonn ki mannatein (3-16) 31 midyan se badla liya gaya (1-12) bilam maar daala gaya (8) yuddh se mili loot (13-54) 32 yardan ke poorab mein bastiyaan (1-42) 33 veerane mein israel ke padav (1-49) kanaan jeetne ke baare mein hidaytein (50-56) 34 kanaan ki sarhadein (1-15) zameen baantne ke liye aadmi thehraye gaye (16-29) 35 leviyon ke liye shehar (1-8) sharan nagar (9-34) 36 jo ladkiyaan vaaris banti hain unki shaadi ke baare mein niyam (1-13)