Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad nyayiyon ka saaransh nyayiyon saaransh 1 yahooda aur shimon ki jeet (1-20) yaboosi, yarooshalem mein hi rehte hain (21) betel par yoosuf ka kabza (22-26) kanaaniyon ko poori tarah nahin khadeda (27-36) 2 yahova ke swargdoot ki chetavni (1-5) yahoshoo ki maut (6-10) israel ke liye nyayi thehraye (11-23) 3 yahova ne israel ko parkha (1-6) pehala nyayi otniel (7-11) nyayi ehood ne raja eglon ko maar daala (12-30) nyayi shamgar (31) 4 kanaani raja yaabeen ka israel par zulm (1-3) bhavishyavaktin dabora aur nyayi baarak (4-16) yaael ne senapati seesra ko maar daala (17-24) 5 dabora aur baarak ka vijay geet (1-31) taare seesra se yuddh karte hain (20) keeshon nadi mein baadh (21) yahova se pyar karnevale sooraj ki tarah hain (31) 6 israel par midyan ka zulm (1-10) swargdoot ne nyayi gidon ko madad ka bharosa dilaya (11-24) gidon, baal ki vedi girata hai (25-32) pavitra shakti gidon par utri (33-35) oon se parakhna (36-40) 7 gidon aur uske 300 aadmi (1-8) gidon ki sena midyan ko harati hai (9-25) “yahova ki talvar aur gidon ki talvar!” (20) midyan ki chhaavni mein khalbali (21, 22) 8 epraimi, gidon ke saath jhagde (1-3) midyani raajaon ko maar daala (4-21) gidon ne raja banne se inkar kiya (22-27) gidon ki zindagi par ek nazar (28-35) 9 abeemelek shekem ka raja bana (1-6) yotam ki batayi misal (7-21) abeemelek ki taanashahi (22-33) usne shekem par hamla kiya (34-49) ek aurat ne use ghaayal kiya; uski maut (50-57) 10 nyayi tola aur yaair (1-5) israel ki bagavat aur pashchatap (6-16) ammoni, israel ke khilaf (17, 18) 11 nyayi yiptah ko bhaga diya, fir aguva banaya (1-11) yiptah, ammon se tark karta hai (12-28) yiptah ki mannat aur uski beti (29-40) woh zindagi-bhar kunvari rahi (38-40) 12 epraimiyon ke saath ladai (1-7) shibbolet bulvakar parakhna (6) nyayi ibsan, elon aur abdon (8-15) 13 maanoh aur uski patni ke paas swargdoot aaya (1-23) shimshon ka janm (24, 25) 14 nyayi shimshon palishti ladki se shaadi karna chahta hai (1-4) yahova ki pavitra shakti se sher ko maar daala (5-9) shaadi mein shimshon ki paheli (10-19) uski patni doosre aadmi ko di gayi (20) 15 shimshon palishtiyon se badla leta hai (1-20) 16 shimshon gaaza mein (1-3) shimshon aur daleela (4-22) shimshon ka badla aur uski maut (23-31) 17 mika ki moortein aur uska yaajak (1-13) 18 daani jagah dhoondhte hain (1-31) mika ki moortein aur yaajak utha liye gaye (14-20) laish par kabza aur uska naam daan rakhna (27-29) daan mein moortipooja (30, 31) 19 binyameen ke logon ka apradh (1-30) 20 binyameen ke logon se yuddh (1-48) 21 binyameen gotra mitne se bacha (1-25)