Watchtower Online Library
Watchtower
ONLINE LIBRARY
Hindi (Roman)
  • Bible
  • Prakashan
  • Sabhayen
  • nirgaman 20
  • Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad

is bhaag ke liye koi video nahin hai.

maaf keejiye, video download nahin ho paa raha hai.

nirgaman ka saaransh

    • 20

      • das aagyayen (1-17)

      • adbhut ghatnayen dekhkar israel dara (18-21)

      • upasna ke baare mein hidaytein (22-26)

nirgaman 20:1

sambandhit aaytein

  • +vya 5:22; pre 7:38

nirgaman 20:2

sambandhit aaytein

  • +vya 5:6; ho 13:4

nirgaman 20:3

footnote

  • *

    ya “tum mere khilaf jaakaar kisi aur ishvar ko na maanna.”

sambandhit aaytein

  • +vya 5:7-10

nirgaman 20:4

sambandhit aaytein

  • +lai 26:1; vya 4:15, 16; yash 40:25; pre 17:29

nirgaman 20:5

sambandhit aaytein

  • +nir 23:24; 1ku 10:20; 1yu 5:21
  • +nir 34:14; mat 4:10; lu 10:27

nirgaman 20:6

footnote

  • *

    ya “atal pyar.”

sambandhit aaytein

  • +sab 12:13

nirgaman 20:7

sambandhit aaytein

  • +lai 19:12
  • +lai 24:15, 16; vya 5:11

nirgaman 20:8

sambandhit aaytein

  • +nir 16:23; 31:13, 14; vya 5:12-14

nirgaman 20:9

sambandhit aaytein

  • +nir 23:12

nirgaman 20:10

footnote

  • *

    shaa., “tumhare faatkon ke andar.”

sambandhit aaytein

  • +nir 16:29; 34:21

nirgaman 20:11

sambandhit aaytein

  • +ut 2:2

nirgaman 20:12

sambandhit aaytein

  • +nir 21:15; lai 19:3; nee 1:8
  • +vya 5:16; mat 15:4; if 6:2, 3

nirgaman 20:13

sambandhit aaytein

  • +ut 9:6; vya 5:17; yak 2:11; 1yu 3:15; pra 21:8

nirgaman 20:14

footnote

  • *

    shabdavli dekhein.

sambandhit aaytein

  • +ut 39:7-9; vya 5:18; nee 6:32; mat 5:27, 28; rom 13:9; 1ku 6:18; ibr 13:4

nirgaman 20:15

sambandhit aaytein

  • +lai 19:11; vya 5:19; mar 10:19; 1ku 6:9, 10; if 4:28

nirgaman 20:16

sambandhit aaytein

  • +lai 19:16; vya 5:20; 19:16-19

nirgaman 20:17

sambandhit aaytein

  • +vya 5:21; mat 5:28; rom 7:7

nirgaman 20:18

sambandhit aaytein

  • +nir 19:16; ibr 12:18, 19

nirgaman 20:19

sambandhit aaytein

  • +pre 7:38; gal 3:19

nirgaman 20:20

sambandhit aaytein

  • +vya 8:2
  • +yah 24:14; ay 28:28; nee 1:7

nirgaman 20:21

sambandhit aaytein

  • +vya 5:5; bh 97:2

nirgaman 20:22

sambandhit aaytein

  • +vya 4:36; na 9:13

nirgaman 20:23

sambandhit aaytein

  • +pre 17:29

nirgaman 20:24

sambandhit aaytein

  • +vya 12:5, 6; 2it 6:6

nirgaman 20:25

footnote

  • *

    ya “gadhe huye patthar.”

sambandhit aaytein

  • +vya 27:5; yah 8:30, 31

nirgaman 20:26

footnote

  • *

    ya “tumhare gupt ang.”

doosri

nirg. 20:1vya 5:22; pre 7:38
nirg. 20:2vya 5:6; ho 13:4
nirg. 20:3vya 5:7-10
nirg. 20:4lai 26:1; vya 4:15, 16; yash 40:25; pre 17:29
nirg. 20:5nir 23:24; 1ku 10:20; 1yu 5:21
nirg. 20:5nir 34:14; mat 4:10; lu 10:27
nirg. 20:6sab 12:13
nirg. 20:7lai 19:12
nirg. 20:7lai 24:15, 16; vya 5:11
nirg. 20:8nir 16:23; 31:13, 14; vya 5:12-14
nirg. 20:9nir 23:12
nirg. 20:10nir 16:29; 34:21
nirg. 20:11ut 2:2
nirg. 20:12nir 21:15; lai 19:3; nee 1:8
nirg. 20:12vya 5:16; mat 15:4; if 6:2, 3
nirg. 20:13ut 9:6; vya 5:17; yak 2:11; 1yu 3:15; pra 21:8
nirg. 20:14ut 39:7-9; vya 5:18; nee 6:32; mat 5:27, 28; rom 13:9; 1ku 6:18; ibr 13:4
nirg. 20:15lai 19:11; vya 5:19; mar 10:19; 1ku 6:9, 10; if 4:28
nirg. 20:16lai 19:16; vya 5:20; 19:16-19
nirg. 20:17vya 5:21; mat 5:28; rom 7:7
nirg. 20:18nir 19:16; ibr 12:18, 19
nirg. 20:19pre 7:38; gal 3:19
nirg. 20:20vya 8:2
nirg. 20:20yah 24:14; ay 28:28; nee 1:7
nirg. 20:21vya 5:5; bh 97:2
nirg. 20:22vya 4:36; na 9:13
nirg. 20:23pre 17:29
nirg. 20:24vya 12:5, 6; 2it 6:6
nirg. 20:25vya 27:5; yah 8:30, 31
  • Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
  • 6
  • 7
  • 8
  • 9
  • 10
  • 11
  • 12
  • 13
  • 14
  • 15
  • 16
  • 17
  • 18
  • 19
  • 20
  • 21
  • 22
  • 23
  • 24
  • 25
  • 26
Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
nirgaman 20:1-26

nirgaman

20 fir parmeshvar ne ye saari aagyayen batayin:+

2 “main tumhara parmeshvar yahova hoon jo tumhein gulami ke ghar, misra se baahar nikaal laaya.+ 3 mere siva tumhara koi aur ishvar na ho.*+

4 tum apne liye koi moorat na tarashna. oopar aasman mein, neeche zameen par aur paani mein jo kuch hai, unmein se kisi ke bhi aakaar ki koi cheez na banana.+ 5 tum unke aage dandvat na karna aur na hi unki pooja karne ke liye bahak jaana,+ kyonki main tumhara parmeshvar yahova maang karta hoon ki sirf meri bhakti ki jaaye, mujhe chhod kisi aur ki nahin.+ jo mujhse nafrat karte hain unke gunah ki saza main unke beton, poton aur parpoton ko bhi deta hoon. 6 magar jo mujhse pyar karte hain aur meri aagyayen maante hain, unki hazaron peedhiyon se main pyar* karta hoon.+

7 tum apne parmeshvar yahova ke naam ka galat istemal na karna,+ kyonki jo uske naam ka galat istemal karta hai use yahova saza diye bina nahin chhodega.+

8 sabt ka din yaad se manaya karna aur ise pavitra maanna.+ 9 ghar-baahar ka jo bhi kaam ya mazdoori ho, tum chhe din tak karna.+ 10 magar saatvaan din tumhare parmeshvar yahova ke liye alag thehraya gaya sabt hai. is din na tum, na tumhare bete-betiyaan, na tumhare daas-daasiyaan aur na hi tumhari bastiyon mein* rehnevale pardesi koi kaam karein. tum apne jaanvaron se bhi koi kaam na karana.+ 11 yahova ne aakash, dharti, samundar aur jo kuch unmein hai, sabko chhe dinon mein banaya aur saatvein din se woh vishram karne laga.+ iseeliye yahova ne sabt ke din par aasheesh di aur use pavitra thehraya.

12 apne pita aur apni maa ka aadar karna,+ tab tum us desh mein lambee zindagi jeeyoge jo tumhara parmeshvar yahova tumhein denevala hai.+

13 tum khoon na karna.+

14 tum vyabhichar* na karna.+

15 tum chori na karna.+

16 jab tumhein apne sangi-saathi ke khilaf gavahi deni ho to tum jhoothi gavahi na dena.+

17 tum apne sangi-saathi ke ghar ka laalach na karna. tum uski patni ya uske daas-daasi ya uske bail ya gadhe ya uski kisi bhi cheez ka laalach na karna.”+

18 is dauran vahaan jo tez garjan hua, bijli chamki, narsinge ki aavaz aayi aur pahad se dhuaan uthta raha, use log dekh aur sun rahe the. woh dar se kaanpne lage aur pahad se door hi khade rahe.+ 19 unhonne moosa se kaha, “tu hi hamse baat kar, hum tujhse sun leinge. parmeshvar se kehna ki woh hamse baat na kare kyonki hamein dar hai ki kahin hum mar na jaayen.”+ 20 moosa ne unse kaha, “ghabrao mat, kyonki sachcha parmeshvar tumhein parakhne ke liye aaya hai+ taaki tum hamesha uska dar maano aur paap na karo.”+ 21 log door hi khade rahe, magar moosa us kaale baadal ke paas gaya jahaan sachcha parmeshvar maujood tha.+

22 fir yahova ne moosa se kaha, “tu jaakaar israeliyon se kehna, ‘tum logon ne khud apni aankhon se dekha hai ki kaise mainne swarg se tumse baat ki.+ 23 mere siva tumhara koi aur ishvar na ho aur tum sone-chaandi se devtaon ki koi moorat na banana.+ 24 tum mere liye mitti ki ek vedi banana jis par apni bhed-bakriyon aur gaay-bailon ki hom-bali aur shaanti-bali chadhana. main jo bhi jagah chunoonga ki vahaan mera naam yaad kiya jaaye,+ vahaan main tumhare paas aaunga aur tumhein aasheesh doonga. 25 agar tum mere liye pattharon ki vedi banate ho, to auzaron se kaate huye patthar* istemal na karna,+ kyonki agar tum pattharon par chheni chalaoge to vedi apavitra ho jaayegi. 26 tum meri vedi par chadhne ke liye seedhiyaan na banana taaki aisa na ho ki us par chadhte vakt tumhara nangapan* dikhayi de.’”

Hindi Roman Publications (2004-2021)
Log-Out
Log-In
  • Hindi (Roman)
  • doosron ko bhejein
  • pasandeeda settings
  • Copyright © 2025 Watch Tower Bible and Tract Society of Pennsylvania
  • istemal ki shartein
  • gopneeyta ki neeti
  • Privacy Settings
  • JW.ORG
  • Log-In
doosron ko bhejein