-
ginti 10:11-13Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
-
-
11 jab doosre saal ke doosre maheene ka 20vaan din+ aaya to woh baadal, jo gavahi ke sandook ke pavitra dere ke oopar thehra hua tha, uthne laga.+ 12 tab israeliyon ne seenai veerane se apna padav uthaya aur woh aage ke liye ravana huye. woh usi kaayde se nikle jo unhein bataya gaya tha.+ aur woh tab tak safar karte rahe jab tak baadal paaran veerane mein aakaar nahin thahar gaya.+ 13 is tarah israeli pehali baar us kaayde se apna padav uthakar ravana huye jo yahova ne moosa ke zariye unhein bataya tha.+
-