Watchtower Online Library
Watchtower
ONLINE LIBRARY
Hindi (Roman)
  • Bible
  • Prakashan
  • Sabhayen
  • nirgaman 13:21
    Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
    • 21 yahova unke aage-aage chalkar unhein raasta dikhata raha. woh din ke vakt baadal ke khambhe se unhein raasta dikhata+ aur raat ke vakt aag ke khambhe se unhein ujala deta tha, isliye woh din aur raat donon samay safar kar sake.+

  • nirgaman 23:20
    Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
    • 20 main ek swargdoot ko tumhare aage-aage bhejoonga+ taaki raaste mein woh tumhari hifazat kare aur tumhein us jagah pahunchaye jo mainne tumhare liye taiyar ki hai.+

  • nirgaman 29:45
    Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
    • 45 main israeliyon ke beech nivas* karoonga aur unka parmeshvar hounga.+

  • yashayah 8:10
    Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad
    • 10 jo yojna banani hai bana lo, magar woh naakam ho jaayegi,

      jo kehna hai keh lo, magar woh poora nahin hoga,

      kyonki parmeshvar hamare saath hai!*+

Hindi Roman Publications (2004-2021)
Log-Out
Log-In
  • Hindi (Roman)
  • doosron ko bhejein
  • pasandeeda settings
  • Copyright © 2025 Watch Tower Bible and Tract Society of Pennsylvania
  • istemal ki shartein
  • gopneeyta ki neeti
  • Privacy Settings
  • JW.ORG
  • Log-In
doosron ko bhejein